Maa hoon, beti hoon, bahu hoon, mai bharat ki naari hoon, kehne ko rishte anek hai fir bhi mai bechari hoon, kehne ko mai janani hoon, par logo ki hawas ka shikar bhi banani hoon,
kabhi koi karta kataksh hai, aur kabhi koi sharir pe maarta haath hain, kehte hai log mai maa durga maa kali ka swaroop hoon, par fir bhi mai mardo ke majboor hoon, jis desh mai hoti pooja hai, fir bhi atyachaar kya yeh sab dikhawa aur jhootha hain,
Pukarti hoon mai apne beto aur bhaiyo ko, bacha lo meri izzat aur kaat do in kasaiyo ko,
maa hoon beti hoon behan hoon to izzat do na ki looto